Jai Jai Jaat Hare-Swami Jai Jaat Hare |
Do Do Gaj ki Munche Kandhe Lath Dhare || Jai ||
Pancho ka Sarpanch kahawe, Hath rahe chalta | Swami ||
Deta Bhoot utar tabhi, Jo teen paanch karta || Jai ||
Aann Vidhata kehlata tu, he haldar nami | Swami ||
Tum Bin Baat bane na meri Lathmar Swami || Jai ||
Chillaam Tambhakhu aur Hukke ki dhoop Lage teri | Swami ||
mattha Dahi ke sath kalewa, do gud ke pedi || Jai ||
Tum ho Nisachar ke marak, Nirbal ke sathi | Swami ||
Soya bhoot Jagra Jawe je Pad Jawe lathi || Jai ||
Surajmal si chaal chale tu, nahar sa garje| Swami ||
Bhagat singh bankar Inkalab karde || Jai ||
Dagabaaj aur Jaal saaj ke bhar deta bhusa | Swami ||
Chor, Uchaka, Jutha Bhage, Saat Saat kosa || Jai ||
Roda, Raah Bane na Koi, Jo Kench kan deta | Swami ||
Jab uthe Talab Dudh ki Pe ek bhains leta || Jai ||
Jo ye padhe aarti Jaat ki, to aarkshan miljya | Swami ||
Sath Sabhi ke Jaat Hawa Singh ka maan bhi Khilja
_______________________________________________________________________________

Aarti Jai Jaat Dewta |